Divya Subha jaldi uth gyi thi..Aakash Abhi bhi so rha tha Divya niche Chali gyi thi kyoki aj uski pehli rasoi thi..
Aakash bhi utha preshan tha tayar hua niche gya or Kam ka bahana Keke chala gya Bina kuch khaye ( maa ne bola teri biwi bna ri h aj rasoi TB bhi usne kisi ki na suni or gya ) Divya Ko dhukh hua sunke ki wo Bina kuch khaye hi chale Gye..ab Divya ke man sawal uth rahe the ki Kahi inki mujhse shadi jabardasti to ni kra di hai..ya unko mai psnd ni hu..
wo bhot preshan ho Rahi thi uski pegphere ki rasm le liye uske bhai bhi ane wale the wo Apne bhai ke saath Sabse gale milke ja Rahi thi itne uski mai ne kaha tumko Lene divyansh ayega ( divyansh Aakash ka bhai) usne kaha thik h or Chali gyi..
Aakash raat Ko ghar Aya khana khake so gya usne kisi se ni pucha ki Divya kha h ya kha gyi h..
agle din phir wo jaldi Nikal gya..divyansh bhi ja rha tha bhabhi Ko Lene..Divya peg phera kr ke aa gyi thi lakin uske man jo sawal the wo unse preshan thi thhodi..