photos

Aakash Ko neend ni aa Rahi Hoti h

Divya so chuki Hoti h..

Aakash dekhta h ki uske side wale stool pr Divya ka phn hota h..vse Bina ki permission ke kisi ke phn Ko hath lgana galat baat h..lakin uska man ni manta or phn utha leta h Divya ne koi lock ni lga rakha tha phn m to phn aise hi khol ke wo uski pics dekhne lga kuch pics Apne phn mai bhi le li usne..

Aakash Ko dhukh tha ki Divya use baat ni Krti h lkin usko yaad Aya ni first night wale din usne kya kya kaha tha Divya ko.

phir sochta h ki wo apni jagha thik h uski jagha mai bhi hota to Aisa hi Krta..

phir usne Apne Dil Ko tassali di ki koi ni SB thik ho jayega..itne sote sote Divya ne karwat Badli or Aakash ki taraf muh kr lia

Aakash bhi SB baat chod bs usko dekhne mai busy ho gya or dekhte dekhte so gya..