Pta hi na chla

pehli najr ka pehla nasha ,

Naa jaame kb yaaron humko hua ,

najrein milin , baatein hui , thodi bahut mulaakaatein hui ,

dil kb mila..

Pta hi na chla ....

bs dil ki qhwaahish hr pal yhi rhi uski na mein bhi.....

mein na kahoon kuch tum na kaho ,

aankhon se hi chalo ab baatein krein .