#nam - 1

Name - Gopika Dhoot

Kase Mila ye name , ye thoda ajeeb h par achha h , par is Nam Mai vishwass toh Kai salo bad Aya , ke haa ye Nam bhe kuch Kamal Kar sakta h , ke ye Nam bhe Jana jaa sakta h , par iss Nam ke raste Mai kabhi vishwass badhe assa koi Kam ya Sahara nahi Mila , Mila toh bass kadam peche khech ne wale , iss Nam par vishwass nahi dila pye

Par kabhi kabhi kuch hota h na

Khote sikke Mai bhe thoda dam hota h

Vo bhe zarurat ke samay apne zarurat ya yu khau ke apne Kadar khud Bata deta h