sarah- ye shaadi ni ho skti
hamad- kyu ni ho skti
sarah- kyunki ifrah ki mrzi ke bina kuch ni hoga
ayesha- ifrah ki mrzi hai isme
sarah- kyaa waqay hi
ayesha- haan hum bhi uski mrzi ke khilaf nhi ja skte
sarah- acha,lekin ifrah ko aage studies krwaye shaadi hi kyu
hamad- toh tum krwalo,tumhari toh studies bhi complete hai
sarah- baba kesi baatein kar rhe hain aap
hamad- toh fir bado ke beech mei naa bolo
sarah- ok baba
office_
faraad- kya waqay hi sarah ki shaadi hogi,ni ni esa kese ho skta hai,uski behen ki shaadi h usne khud bataya hai,lekin woh jhuth bhi to bol skti hai ,arre yar mai phir iske bare mei kyu soch rha hu, mene pagal ho jna hai schi iske chkr mein
he was thinking this then his phone rang
faraad- hello
murad- bhai kya scene hai aajo ghr pe ab
faraad- kya time hua hai
murad- 2 bj gy hain
faraad- aadhe ghnte tk aa rha hu
murad- okk
he cut the call
and got up to go home just then reema arrived
reema- sir 4 bje aapki meeting hai
faraad- umm, kiske saath hai
reema- mr.rashid ahmed ke saath hai
faraad- okk ,esa kro mr. Hafeez hai na unhe bolo woh attend kr lenge mujhe kuch kaam hai
reema- ok sir,kya aap miss sarah ko psnd krte hain boss
faraad- miss.sarah beech mei kha se aa gyi or woh to personal baat hai tum meeting ka btao bs
reema- ok sir,sorry
he left
University_
umair- ayena meri behen ko ladke wale dekhne aa rhe hain ,kyaa aap saath chlengi
ayena - lekin umair mai kese jaa skti hu
umair- fikar mat karo mere ghar wale kuch galat nhi sochte
ayena- lekin kab jana hai
umair- abhi ,ammi bula rhi hain
ayena- thik hai mai bhai ko bta du,vse mene socha tha class bunk krk hum khi ghumne chlte hai
umair- aap, seriously lekin aap to class miss ni krti
ayena- mai class miss krti hu or bohot krti hu woh to bs esehi kbhi kbhi bhai ko dekh k josh aa jata hai wese to mujhe class me jana tk ni psnd
umair- ye konsi ayena hai,mai to kisi or ayena ka dost hu
ayena- haha mene kaha tha ki abhi tumne meri personality dekhi kaha hai,chlo call krlu
umair- ji zarur
ayena called faraad
he picked up
in car
faraad- hello haan ayena sab khairiyat
ayena in uni- jii bhai bss woh kuch puchna tha aapse
faraad- pucho
ayena- bhai umair ki behen ko ladke wake dekhne aa rhe hain toh mai waha chli jau
faraad- lekin tumhara kya kaam
ayena- umm kuch khaas ni thoda enjoy ho jayega
faraad- ok go lekin puchne se behtar inform bhi kr deti to koi masla ni tha
ayena- ji ok bhai
faraad- bye,jab ghar jana ho to call kr dena mai lene aa juga
ayena- ok bhai bye
she cut the call
faraad house_
reena- murad tum shaadi kyu ni kr lete
murad- mama abhi mera koi irada nhi hai shaadi ka,aapko achank shaadi ka khayal kha se aa gaya
reena- ese hi khyaal to kbhi bhi aa skta hai
murad- woh to theek hai lekin apko shayad mama papa ne btaya ni ki mujhe sab pta h,or bhai kaha hain
faraad- yahi hu
murad- aa gye aap
faraad- nhi abhi kahan aaya hu wahi pe hu woh to bas aapko nazaraa rha hu
murad- kya waqay mama faraad bhai apko nazar nhi aare kya
reena- mere saamne khada hai nazar kese na ayega
murad- toh kya plan hai bhai
faraad- abhi toh koi plan nhi hai bass kuch pending work hai woh krlu fir sochenge
murad- arre yaar aapne mujhe kyu bulaya hai fir
faraad- pta chl jayega
murad- kya matlab
faraad- kuch ni mai aata hu