> "Aaniya — ek aisi larki jo sach bolne se nahi darti thi… phir bhi har jhoot ka nishana bani.
Uski shaadi… ek khwab thi, ya ek saza?
Har ilzaam mein sirf woh thi, har zakham mein sirf uska naam.
Yeh kahani un khwabon ki hai jo tod diye gaye… bina kisi wajah ke.
Yeh kahani Aaniya ki hai… ya tumhari bhi ho sakti hai…"